Sunday, 28 June 2015

Judaa Song Lyrics From Ishqedarriyaan

Song Name : Judaa

Movie Name : Ishqedarriyaan


Singers : Arjit Singh


Lyrics : Kumaar






 Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhaai
Poori hoke bhi poori na ho saki duaa

Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (3)

Kareeb se guzar gaya

Kyun mujhko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujhko tanha kar gaya
Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa.

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (3)

Bewajah safar mein tha

Pal do pal nazar mein tha
Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Khamakha bhatak gaya
Accha bhala dil ghar mein tha
Kaise bin tere hogi ye zindagi bataa

Tujhse juda juda huaa, main juda huaa

Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (3).............

0 comments:

Post a Comment