Song Name : Gulon Mein Rang Bhare
Movie Name : Haider
Singer : Arijit Singh
Lyrics : Faiz Ahmed
Bada hai dard ka rishta...
Bada hai dard ka rishta...
Dard ka rishta o..... o..... o..... mm..........!
Bada hai dard ka rishta...
Bada hai dard ka rishta...
Bada hai dard ka rishta...
Yeh dil ghareeb sahi
Tumhaare naam pe aayenge
Gham gusaar chale hmm!
Gulon mein rang bhare
Baad..e..naubahaar chale..
Gulon mein rang bhare
Baad..e..naubahaar chale..
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale...
Chale bhi aao ke gulshan ka karobaar chale...
Gulon mein rang bhare
Baad..e..naubahaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad..e..naubahaar chale
Hmm.........!
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho!
Qafas udaas hai yaaron sabaa se kuch to kaho!
Kahin to bahr..e..Khuda aaj zikar..e..yaar chale..
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
Gulon mein rang bhare
Baad..e..naubahaar chale..
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan!
Jo humpe guzri so guzri
Magar sab e hijraan!
Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale..
Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale..
Gulon mein rang bhare!
Baad..e..naubahaar chale..
Gulon mein rang bhare!
Baad..e..naubahaar chale............!!
Song Name : Bismil
Movie Name : Haider
Singer : Sukhwinder Singh
Lyrics : Gulzar
Bismil bismil bulbul..e..bismil | bismil |.......
Mat mil mat mil gul se mat mil | mat mil |..........
Aye Bismil bismil bulbul..e..bismil
Mat mil mat mil gul se mat mil..
Bismil bismil bulbul..e..bismil..
Aye dil..e..bulbul bulbul..e..bismil..
Mushkil..e..dil bhi mushkil hoti hain..
Dil dhadke dil dil dhadke toh!
Dil dhadke dil dil dhadke toh!
Dhadkan..e..dil bhi harqat..e..dil hoti hain!
Khushbooein gul mein ishq bhara hai!
Mat mil mat mil gul se mat mil..
Aye bulbul..e..bismil..
Mat mil mat mil gul se mat mil..
Aye bulbul..e..bismil..
Ha ha....! hey ha.....!
Ho! sunle zamaana samjhaata hoo!n
Teri kahaani doharata hoon!
Aye dil..e..bulbul bulbul..e..bismil
Aye dil..e..bulbul bulbul..e..bismil
Ik joda tha nar maada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha..
Ik joda tha nar maada ka
Bholi thi bulbul nar saada tha..
Barf gira karti thi
Jab bhar jaati thi kohsaaron mein
Ik baaz bada badneeyat tha
Haan ik baaz bada badneeyat tha
Udta tha sabza zaaron mein
Pankhon me uske maut chhupi thi
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil
Mehfil mehfil dhoondh raha tha
Mehlon ki manzil
Bulbul ke khwabon mein jaakar
Zehar ke dank lagaaye thhe
Khushboo..e..gul mein zehar bhara
Aur maada ko bhijwaaye thhe
Zehar ke dank lagaaye thhe
|bulbul ke khwabon mein jaaka|
Mada ko bhijwaaye the
|Zehar ke dank lagaye the|
O o! waadi me chidka baarood
Jheel me jaal bhichha daale
Chhuriyon se bechare nar ke
Chhuriyon se bechare nar ke
Dono pankh kataa daale
Arey dil dil dil dil jhoot kahe ye
Jhoot kahe buzdil
Mat mil mat mil Gul se mat mil
Aye bulbul..e..bismil
Aye bulbul..e..bismil
Aye bulbul..e..bismil
Zakhmi nar ko qaid kiya |qaid kiya.. qaid kiya|
Zanjeeron mein bandhwaya
Aranmula ke shiri pull se
Phir paani mein phikwaaya
Jehlum! Jehlum!
Laal laal hua!
Laal laal hua!
Laal laal hua laal..
Jehlum! Jehlum!
Laal laal hua!
Laal laal hua!
Laal laal hua laal..
Kashmir ke paani ki taaserein..
Khul gayi zanjeerein taqdeerein..
Zinda hai woh zinda hoga..
Mujrim bhi sharminda hoga..
Zinda hai woh zinda hoga..
Mujrim bhi sharminda hoga..
Zinda hai woh zinda hoga..
Mujrim bhi sharminda hoga..
Hosh mein aa jaa
Hosh mein aa jaa
Aye bulbul..e..bismil
Aye bulbul..e..bismil
Khushboo...e..Gul me zehar bhara hai
Hosh mein aa ja hosh mein aa ja
Aye bulbul..e..bismil
Hosh mein aa ja
Hosh mein aa ja
Aye bulbul..e..bismil.............!!
Song Name : Do Jahaan
Movie Name : Haider
Singer(s) : Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor
Lyrics : Gulzar, Kashmiri Folk
Sirey udhad gaye hain subaho shaam ke..
Woh mere do jahaan saath le gaya..
Tamaam daastan saath le gaya..
Woh mere do jahan saath le gaya..
Tamaam daastaan saath le gaya..
Bitti naai doorie..
Choom zaraai baamaraiyo..
Kya kar hou thaam..
Zaar zaraai baamaraiyo..
Woh bepanah pyaar karta tha mujhe..
Woh bepanah pyaar karta tha mujhe..
Gaya toh meri jaan saath le gaya..
Tamaam daastan saath le gaya..
Sharmand kartha aaftaabo..
Kand haalai zoon..
Khand chaini gaij so..
Laij so daraai baamaraiyo..
Main sajde se utha to koi bhi na tha..
Main sajde se utha to koi bhi na tha..
Wo paaon ke nishan saath le gaya..
Gaya toh meri jaan saath le gaya..
Wo mere do jahaan saath le gaya..
Tamaam dastaan saath le gaya.............!!
Song Name : Aao Na
Movie Name : Haider
Singer : Vishal Dadlani
Lyrics : Gulzar
Jale hee Jale hee Jale..
Diye se jal rahi saari zindagi ooo....!
Jale hee Jale hee Jale..
Diye se jal rahi saari zindagi ooo....!
Nahi bujhey... bujhey nahi..
Hawaa se bujhey nahi saari zindagi oo....!
Ek phoonk se miyaan!
Sab udd gayaa dhuaan!
Woh jo saans ki ek phaans thi...
Woh nikal gayi jo kharaash thi...
Ama seene ki wo khalish gayi!
Bekarariyan... beemaariyan gayiiin
Ab toh aao....
Jaan meri
So bhi jaaoo!
Arey aao na!
Ke jaan gayi!
Jahaan gaya so jaao!
Arey aao na!
Ke thak gayi hai zindagi so jaao!... ||2||
Naa shaam na savera..
Andhera hi andhera..
Naa shaam na savera..
Andhera hi andhera..
Hai roohon ka basera so jaao..
Hawaa thhe hawaa thhe hawaa..
Hawaa the hawaa huey!
Baaqi toh khalaa....... ||2||
Kabhi thhe to kabhi nahi..
Kabhi thhe kabhi nahi..
Baaqi toh khuda! oo........!
Yeh tha azal se tha..
Uske fazal se tha..
Bada kaam tha us zameen par..
Wo to likh diya jabeen par..
Jo guzar gayi woh guzar gayi..
Bewajah yahaan!
Naa raho miyaan..
Chalo miyaan sabr le lo..
Qabr le lo..
Ghar mein aao oooooo..........!
Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao!
Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao!
Are aao na ke jaan gayi jahaan gaya so jaao!
Are aao na ke thak gayi hai zindagi so jaao.............!!
Song Name : Khul Kabhi
Movie Name : Haider
Singer : Arijit Singh
Lyrics : Vishal Bhardwaj
Khul kabhi to khul kabhi kahin!
Main aasmaan tu meri zameen!
Boond-boond barsun main!
Paani paani khelun-khelun aur beh jaaun!
Geele-geele hothon ko main!
Baarishon se choomun choomun aur keh jaaun!
Tu.... zameen hai! tu.... meri zameen!
Khul kabhi toh khul kabhi kahin!
Main aasmaan tu meri zameen!
mmmm.......!
Lab tere yun khule jaise harf thhe...
Honth par yun ghule jaise barf thhe...
Aana zara-zara main haule-haule
Saans-saans senk doon tujhe...
Lab tere yun khule jaise harf thhe...
Honth par yun ghule jaise barf thhe...
Tu hi tu hai main kahin nahi...
Hmm....! khul kabhi to khul kabhi kahin
Hmm....! main aasmaan tu meri zameen!
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha...
Der tak gulmohar jhoom raha tha...
Jal ke main sochta tha...
Gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe
Jhuk ke jab jhumka main choom raha tha...
Der tak gulmohar jhoom raha tha...
Tu meri kasam tu mera yaqeen!
Khul kabhi toh khul kabhi kahin
Main aasmaan tu meri zameen
Boond boond barsun main!
Paani paani kehlun khelun aur beh jaaun!
mmm.....! geele-geele honthon ko main!
Baarishon se choomun-choomun aur keh jaaun...........!!
Haider(2014)
Star Cast : Shahid Kapoor
Music : Vishal Bhardwaj
Lyrics : Gulzar,Kashmiri Folk,Faiz Ahmed
Director : Vishal Bhardwaj
Producer(s) : Vishal Bhardwaj,Siddharth Roy Kapur
Haider(2014) Hindi Movie Songs Lyrics
1- Khul Kabhi View Lyrics
Singer : Arijit Singh
2- Aao Na View Lyrics
Singer : Vishal Dadlani
3- Do Jahaan View Lyrics
Singer(s) : Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor
4- Bismil View Lyrics
Singer : Sukhwinder Singh
5- Gulon Mein Rang Bhare View Lyrics
Singer : Arijit Singh