Thursday, 6 August 2015

Do Jahaan Song Lyrics From Haider Movie

Song Name         :    Do Jahaan 
Movie Name        :    Haider
Singer(s)             :    Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor
Lyrics                  :    Gulzar, Kashmiri Folk
                                     
Sirey udhad gaye hain subaho shaam ke..
Woh mere do jahaan saath le gaya..
Tamaam daastan saath le gaya..
Woh mere do jahan saath le gaya..
Tamaam daastaan saath le gaya..

Bitti naai doorie..
Choom zaraai baamaraiyo..
Kya kar hou thaam..
Zaar zaraai baamaraiyo..

Woh bepanah pyaar karta tha mujhe..
Woh bepanah pyaar karta tha mujhe..
Gaya toh meri jaan saath le gaya..
Tamaam daastan saath le gaya..

Sharmand kartha aaftaabo..
Kand haalai zoon..
Khand chaini gaij so..
Laij so daraai baamaraiyo..

Main sajde se utha to koi bhi na tha..
Main sajde se utha to koi bhi na tha..
Wo paaon ke nishan saath le gaya..
Gaya toh meri jaan saath le gaya..
Wo mere do jahaan saath le gaya..
Tamaam dastaan saath le gaya.............!!

0 comments:

Post a Comment