Tuesday, 25 August 2015

Gori Chitti Chhamiya Song Lyrics From Meinu Ek Ladki Chaahiye Movie

Song Name          :      Gori Chitti Chhamiya 
Movie Name         :      Meinu Ek Ladki Chaahiye
Singer                   :      Mamta Sharma
Lyrics                   :      Sanjay Dhoopa Mishra
                                              
Main gori chitti chhamiya
Ho mere aage phiki duniya!
Main gori chitti chhamiya!
Ho mere aage phiki duniya!
Ho meri chunari jo sarke
Badan mera chamke!
Deewano mein mach jaaye halla..
Chaaron taraf se aawaaz aayi..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda.....

Main gori chitti chhamiya!
Ho mere aage phiki duniya!
Main gori chitti chhamiya!
Ho mere aage phiki duniya!
Ho meri chunari jo sarke
Badan mera chamke!
Deewano mein mach jaaye halla..
Chaaron taraf se aawaaz aayi..
Figar maaza kauda kauda..
Are figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda..........

Nashik ki wine saa mera jalwa
Jo bhi dekhe woh chakh lena chahe
Khud pe cantrol rakh dedh shane
Dil to harzaai mach more maange
Hoo main baarbi waali gudiya
Mere pichhe saara india
Main baarbi waali gudiya
Mere pichhe saara india
Ho meri chunari jo sarke
Badan mera chamke!
Deewano mein mach jaaye halla..
Chaaron taraf se aawaaz aayi..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda........

Ho silky silky mein gaaon ki gori
Behki behki nazar teri bhogi
Dekhna jyada phisal jaayega tu
Mere hit se pigal jayega tu
Ho main jaadu waali pudiya!
Tu chhella to main chhaliya!
Ho main jaadu waali pudiya!
Tu chhella to main chhaliya!
Ho meri chunari jo sarke
Badan mera chamke!
Deewano mein mach jaaye halla
Chaaron taraf se aawaaz aayi
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda......

Main gori chitti chhamiya!
Ho mere aage phiki duniya!
Main gori chitti chhamiya!
Ho mere aage phiki duniya!
Ho meri chunari jo sarke
Badan mera chamke!
Deewano mein mach jaaye halla
Chaaron taraf se aawaaz aayi
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda kauda kauda..

Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Figar maaza kauda kauda..
Kauda kauda kauda kauda................!!

0 comments:

Post a Comment