Sunday, 23 August 2015

Jigariyaa (Title Song) Song Lyrics From Jigariyaa Movie

Song Name     :    Jigariyaa (Title Song) 
Movie Name    :    Jigariyaa
Singer              :    Javed Bashir
Lyrics              :     N/A
                         
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya..
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya..
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya..

Jigariyaa jale jigariya
Jigariyaa jale jigariya

Naina raat bhar jal jaaye!
Jale dil ka dariya..
Naina raat bhar jal jaaye!
Jale dil ka dariya..

Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi meri ravaani hai
Aa.....
Kaisi kaisi kahaani likhi hai
Aye khuda kaisi meri ravaani hai
Panno panno pe kya ye likha hain!
Na main jaanu na tu ye bataaye
Kaisi kaisi ye kaisi saza hain!
Jale dil ka dariya..
Ho...!naina raat bhar jal jaaye!
Jale dil ka dariya..
Ho naina raat bhar jal jaaye!
Jale dil ka dariya..

Aa.....

Dard hi dard dil ki ghataao mein...
Aansoo o ki nami in hawaao mein...

Dard hi dard dil ki ghatao mein
Aansoo o ki namee in hawaao mein
Halke halke se tu yaad aaye
Holey holey se dil ghun ghunaye
Tu hi chahat jo tu dil mein aaye!
Jale dil ka dariya..
Ho...! Naina raat bhar jal jaaye!
Jale dil ka dariya..
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya..

Jigariya jale jigariyaa
Jigariya jale jigariyaa

Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya..
Naina raat bhar jal jaaye
Jale dil ka dariya................!!

0 comments:

Post a Comment