Sunday, 23 August 2015

Mora Rangddar Saiyyaan Song Lyrics From Jigariyaa Movie

Song Name          :     Mora Rangddar Saiyyaan
Movie Name         :     Jigariyaa
Singer(s)              :     Prajakta Shukre, Roop Kumar Rathod
Lyrics                   :     Arun Kumar
                              
Haaye mora rangddar saiyyaan
Mora dildaar saiyyaan..
Mora pehla pyaar saiyaan..
Tu hai...!haan tu hai!
Tora leke haath saiyyaan..
Aayi iss paar saiyyaan..
Jahaan tuhi tu hai saiyyaan tu hai!
Haan tu hai.......!

Oo..saiyyaan hamri bhi hogi ik duniya..
O saiyan hamri bhi hogi ik duniya..
Chaahein kuch bhi jaaye..
Jaayegi yeh paar naiyyan..

Hoye poora hua sapna humra..
Chhota saa ghar ab humra..
Aur more saath saiyyaan tu hai haan tu hai

Rahegi na doori koi..
Honge saath saath re..
Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re..
Piyaa...re piyaa re..

Haaye rahegi na doori koi honge saath saath re..
Pyaar ki ye chaadar piya odhe saari raat re..
Oo.. Baahon mein leke tohe sab se chhupaunga..
Jaisa tune socha hai jahaan woh banaunga..
Chaahe kuch bhi ho jaaye..
Chhodunaga naa tori baiyyaan..........

Mora rangddar saiyyaan..
Mora dildaar saiyyaan..
Mora pehla pyaar saiyyaan..
Tu hai..haan tu hai..

Haaye..bheegi bheegi saansein mori..
Piya tohre pyaar mein..
Naino se chhu le mohe jiya be-karaar ve..
Jiyaa...
Oo..jiyaa bekaraar..
Bheegi bheegi saansein mori..
Piya tohre pyaar mein!
Naino se chhunle mohe jiya bekaraar ve..
Pyaar ki mehndi tohe sajani lagaunga..
Preet ka kangana tohe haan main pehnaunga..
Chaahe kuch bhi ho jaaye..
Rahunga main tohra saiyyaan..

Poora hua sapna humra..
Chhota saa ghar ab humra..
Aur more saath saiyyaan!
Tu hai..haan tu hai!
Tu hai

Haan mora rangddar saiyyaan!
Mora dildaar saiyyaan..
Mora pehla pyaar saiyyaan!
Tu hai haan tu hai..
Tu hai haan tu hai..

Tora leke haath saiyyaan..
Aayi iss paar saiyyaan..
Jahaan tuhi tu hai saiyyaan..
Tu hai tu hai...!
Haan tu hai...!
Haan tu hai...!
Haan tu hai...!
Mm...................!!

0 comments:

Post a Comment