Showing posts with label Soha Ali Khan. Show all posts
Showing posts with label Soha Ali Khan. Show all posts
Wednesday, 26 August 2015
Song Name : Mast Malang
Movie Name : Haldi Ke Rang
Singer : Sudeep Banerjee
Lyrics : Manish Harishankar
Mast malang hum dhooni dabang
Bhatke hue raahi hum!
Julum seh ke jurm kiya..
Hum ho babu ji.. ||2||
Sahi ghalat maloom nahi..
Jaana kahan jaana nahi..
Hum is jagah ke raja hain o babu ji..
Ho ho hum is jagah ke raja hain o babu ji..
Jeevan naiya na koyi khewaiya..
Hichkole khaaye hum!
Purwaiya sang daud lagaaye hum o babu ji.. ||2||
Aapan hum kise kahee..
Chhoota rista naata sabhi..
Hum is janam ke sazaa hain o babu ji..
O hum is janam ke sazaa hain o babu ji............!!

Song Name : Vidya Ki Parasmani
Movie Name : Haldi Ke Rang
Singer : Vibha Dutta Khosla
Lyrics : Gurudev Rabindranath Tagore
Vidya ki parasmani chhu lo pran seYeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo gyan daan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo gyan daan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo gyan daan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Apne is jeevan ko tum aise uthao..
Aasman ka tum ise suraj banao..
Apne is jeevan ko tum aise uthao..
Aasman ka tum ise suraj banao..
Digo nahi hilo nahi apne karam se..
Digo nahi hilo nahi apne karam se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo gyan daan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Agyan ke andhere pe sparsh tumhara..
Saari raat naya naya jale yeh tara..
Agyan ke andhere pe sparsh tumhara..
Saari raat naya naya jale yeh tara..
Vidya ki roshni se door ho andhera..
Jahan bhi jao ho jaaye savera..
Bhumi ka karz tum dedo shaan se..
Bhumi ka karz tum dedo shaan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se..
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo!
Yeh jeevan poorn karo gyan daan se..
Vidya ki parasmani chhu lo pran se...............!!

Song Name : Kaun Si Nagariya
Movie Name : Haldi Ke Rang
Singer : Sharda Sinha
Lyrics : Bhikhari Thakur
Kaun si nagariya hai chaar foot ki dehia hai
Bailan se sasta bik gaye hum ho babu ji ||2||
Chhoti si kalaiya se bada bada patthar toda..
Chheni aur hathoda thama diye ho babu ji..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji ..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji..
Aisa dikhaya dukh sapna hua re sukh..
Beti nahin janmi samanawa ho babu ji..
Aisa dikhaya dukh sapna hua re sukh..
Beti nahin janmi samanawa ho babu ji..
Purab ke kaun ghar Ganga ke kinaare pare..
Chhapra se teen koas biyera mein babu ji..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji..
Saaf kar ke ghar aangan bartan lota jootha mali..
Banke rahi maiki tahalni ho babu ji..
Saaf kar ke ghar aangan, bartan lota jootha mali..
Banke rahi maiki tahalni ho babu ji..
Rupya ginaai liye pagha dharaai diye..
Beti ke tu janwar banaaye diye ho babu ji..
Beti ke tu janwar banaaye diye ho babu ji..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji..
Dhar dhar dharkat hai aansu mora babu ji..
Moonchh nahin nikla bandook thama haath mein!
Angan dyodha peechhe chhota..
Jungal ghooma raat mein!
O hamko to bachpan lauta do ho babu ji..
Hamko mai ki aanchal mein sula do ho babu ji..
Hamko lori suna do babu ji..
Hamko tum na bisra do babu ji..
Hamko bhi taaron mein ghuma do ho babu ji..
Hamko bhi Ganga mein baha do ho babu ji..
Hamko bhi Ganga mein baha do ho babu ji................!!

Song Name : Saiyyan Mile
Movie Name : Haldi Ke Rang
Singer : Malini Awasthi
Lyrics : N/A
Haaye baali umariya mein
Ari byaah ke aayi..
Ari main bholi balma nadaan..
Arre haaye kaisi bipat padi mori guiyan..
Ari kachhu na samjhe nadaan..
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun ||7||
Haaye main kaa karun!
Baarah baras ki hoon byaah ke aayi..
Aji baarah baras ki hoon byaah ke aayi..
Baarah baras ki main byaah ke aayi..
Saiyyan baarah baras ki hoon byaah ke aayi..
Saiyyan ho o..
Saiyyan chalain paiyan paiya main kaa karun!
Saiyyan chalain paiyan paiya main kaa karun!
Saiyyan chalain paiyan paiya main kaa karun!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Haaye main kaa karun!
Pandrah baras hoon gaune pe aayi..
Aji pandrah baras hoon gaune pe aayi..
Pandrah baras main gaune pe aayi..
Saiyyan pandrah baras hoon gaune pe aayi..
Saiyyan ho o..
Saiyyan udaavain kankaiya main kaa karun!
Saiyyan udaavain kankaiya main kaa karun!!
Saiyyan udaavain kankaiya main kaa karun
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Haaye main kaa karun!
Aji solah baras mori baali umariya..
Solah baras ki ae baali umariya..
Solah baras guiyan solah baras ki..
Solah baras guiyan solah baras ki..
Solah baras mori baali umariya..
Solah baras mori baali umariya..
Saiyyan solah baras mori baali umariya..
Saiyyan ho o..
Saiyyan chhudaavain mose bahiyan kaa karun!
Saiyyan chhudaavain mose bahiyan kaa karun!
Saiyyan chhudaavain mose bahiyan kaa karun!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Haaye main kaa karun!
Bees baras ki hoon hone ko aayi haaye..
Aji bees baras ki main hone ko aayi haaye..
Baras ki main hone ko aayi haaye..
Saiyyan bees baras ki hoon hone ko aayi haaye..
Saiyyan ho o..
Saiyyan pukaare maiya maiya main kaa karoon!
Saiyyan pukaare maiya maiya main kaa karoon!
Saiyyan pukaare maiya maiya main kaa karoon!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun!
Haaye main kaa karun
Haaye baali umariya mein..
Ari byaah ke aayi..
Ari main bholi balma nadaan..
Arre haaye kaisi bipat padi mori guiyan..
Ari kachhu na samjhe nadaan..
Saiyyan mile larkaiyan main kaa karun ||7||
Haaye main kaa karun.............!!

Haldi Ke Rang (2014)
Star Cast : Soha Ali Khan,Zakir Hussain
Music : Abhijeet-Sameer,Sudeep Banerjee
Lyrics : Manish Harishankar,Bhikhari Thakur
Director : Manish Harishankar
Producer(s) : Sunill Khosla,Vibha Dutta Khosla
Haldi Ke Rang (2014) Hindi Movie Songs Lyrics
1- Saiyyan Mile View Lyrics
Singer : Malini Awasthi
2- Kaun Si Nagariya View Lyrics
Singer : Sharda Sinha
3- Vidya Ki Parasmani View Lyrics
Singer : Vibha Dutta Khosla
4- Mast Malang View Lyrics
Singer : Sudeep Banerjee
5- Haldi Ke Rang View Lyrics