Movie Name : Dharam Sankat Mein
Singer(s) : Ravi Choudhary, Sachin Gupta
Lyrics : Kumaar
Allah hoo.....
Main kis mitti ka chayaa ve
Puchhe ye mera chhaya ve
Ho main kis mitti ka chayaa ve
Puchhe ye mera chhaya ve
Main hoon ki yaa nahin hoon!
In sawaalo mein uljha pada hoon!
Rooh meri ro rahi hai!
Tu aa jaa rubaroo
Mere dardo ko dawaa de
Allah hoo allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Koan disha kis desh ka main!
Kis rang ka kis bhesh ka main!
Har ek lamhaa soch raha hoon!
Khud ko bikhra dekh raha hoon!
Shore itna ho raha hain!
Koi khamosh meri duaan hai!
Rooh meri ro rahi hai
Tu aa jaa rubaroo...
Mere dardo ko dawaa de
Allah hoo allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo
Dhoop mein aise bheeg raha hoon!
Haar raha na jeet raha hoon!
Pair tale hai kaanch ke raste
Aansu nikale hanste hanste
Aisa bhatka ye musafir
Na manzil ma ghar ka pataa hai!
Rooh meri ro rahi hai
Tu aa jaa rubaroo
Mere dardo ko dawaa de
Allah hoo allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu allah allah hoo...
Allah allah allah hoo...
Koan hoon main yeh bata de tu
Ishwar allah tu hi tu.................!!
















