Song Name : Ka Kha Gha
Movie Name : Bombay Velvet
Singer : Neeti Mohan
Lyrics : Amitabh Bhattacharya
Aye tumse mili to pyar ka seekha hai ka kha ga gha...
Aye samjhao na kyun pya ka ulta hai ka kha ga gha...
Kyun jo dard de... tadpaye bhi lagta hai pyara woh hi
Kyun toote yeh dil... dehlaaye dil kabhi
Tairne ki jo koshishein kare kaahe doob jaata hai!
Sab bhula ke jo doob jaaye kyun woh tair paata hai!
Woo jo har khel mein jeeta yahan dilbar se hara wohi
Kyun toote yeh dil... dehlaaye dil kabhi....

Hey tarap tara pa... hey tarap tara pa hey
Dhat teri!
Iski hai saza kubool ho jise...
Yahan wohi wohi bari hua hai!
Ispe jo mukadmaa kare aji wohi wohi mara hai!
Batao kyun is jaal se....
Bhaaga hai jo dobara lauta woh bhi!

Aye tumse mili to pyar ka seekha hai ka kha ga gha.......
Aye samjhao na kyun pya ka ulta hai ka kha ga gha...............!!

0 comments:
Post a Comment