Wednesday, 29 July 2015

Chal Dum Song Lyrics From Dirty Politics Movie

Song Name      :    Chal Dum
Movie Name    :     Dirty Politics
Singer              :     Neha Bhasin 
Lyrics              :     Sameer
Nazdeek Aa Mere Paas Aa
Bechaini Badhne Lagi!
Dhadkan Bhi Dhadakne Lagi!
Saanson Mein Hai Garmi

Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Main Yahaan Tu Bhi Yahaan
Hai Hosh Dil Ko Ab Kahaan
Hai Sabra Ka Tuta Hain Aalam
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Sulagti Hai Saansein Tadapta Hai Mann
Bujha De Bujha De Meri Ye Jalan!

Saanson Mein Hain Garmiyaan
Hotho Mein Hai Narmiyaan
Bechaini Chubhati Hain Darmiyaan
Chahat Ki Barsaat Hai Gili Gili Raat Hai!
Karni Tujhse Kya Kya Baat Hain
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...

Nazdeek Aa Mere Paas Aa
Bechaini Badhne Lagi
Dhadkan Bhi Dhadakne Lagi!
Saanson Mein Hai Garmi

Aa Baahon Mein Thaam Le
Jo Chahein Inaam Le
Meri Angadaai Ka Jaam Le
Har Bandhan Se Chhunt Ke
Chahun Tujhko Tut Ke
Le Jaaun Tera Sab Lut Ke
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...

Main Yahaan Tu Bhi Yahaan
Hai Hosh Dil Ko Ab Kahaan
Hai Sabra Ka Tuta Hain Aalam
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Chal Dum Laga Ishq E Daa...
Over.................!!

0 comments:

Post a Comment