Thursday, 23 July 2015

Sautela Sheher Song Lyrics From Aisa Yeh Jahaan Movie

Song Name      :    Sautela Sheher
Movie Name    :    Aisa Yeh Jahaan
Singert(s)         :    Abid Khan Langa, Kamakshi Khanna, Palash Sen
Lyrics              :    Deekshant Sehrawat, Palash Sen
Wahi subah wahi sham hai
Wahi chehre wahi naam hai
Wahi dhadkan wahi roshni bhi
Allah yahin yahin raam hai

Phir bhi kyun ajnabi
Phir main kyun main nahi
Phir hai kyun ye makan ghar nahi

Sautela sa ye sheher
Sautela hai ye magar
Phir bhi apna hai ye jahaan

Sau jagah jaye dagar
Sau wajah jaane ki par
Phir bhi jeena ab hai yahaan

Sautela sheher hmm hmm
Sautela sheher hmm hmm
Sautela sheher hmm hmm

Jaage jaage nain thaka re
Bhaage bhaage pavn thake hain
Muskuraye gungunaye
Karta jaye ehsaan savere

Na hai chhatri na hai chhat re
Aur ye sapno ki takat re
Ye samadar o ri ambar ren basaere

Phiy kyun tu ajnabi
Phir kyun tu tu nahi
Phir hai kyun ye aafiya ghar nahi

Sautela sa ye sheher
Sautela hai ye magar
Phir bhi apna hai ye jahaan

Sau jagah jaye dagar
Sau wajah jaane ki par
Phir bhi jeena ab hai yahaan

Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm...

Sapno ka shehar hai ye mera
Tu sang hai to ghar hai ye mera
Jaisa bhi hai par hai ye mera

Pichhe kahin chhota hai jo
Gaon mera rootha hai jo
Meri zameen meri hawa kahan mera aasma

Ab main hoon ajnabi
Ab main hoon main nahi
Hai ye mera aashiyan par ghar nahi woh!

Phir bhi apna hai ye jahaan
Sau jagah jaye dagar
Jaana hai par
Phir bhi jeena ab hai yahaan

Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm...

Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm...
Sautela sheher hmm hmm................!!

0 comments:

Post a Comment