Sunday, 26 July 2015

Hasi (Female) Song Lyrics From Hamari Adhuri Kahani Movie

Song Name     :   Hasi (Female)
Movie Name   :   Hamari Adhuri Kahani
Singer             :   Shreya Ghoshal
Lyrics             :   Kunaal Vermaa
Haan aa o......!

Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon     (...2)

Saari hadein maine meri, ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye!

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan...
Meri zameen ban gaye!

Aa o... aa...
Kya khoob Rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan
Hum kaafiron ko Khuda ....                       (...2)

Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye!

Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye

O......
aa....! O.......................!!









0 comments:

Post a Comment