Wednesday, 22 July 2015

Khuda Bhi Na Dikhe Song Lyrics From Barkhaa Movie

Song Name       :   Khuda Bhi Na Dikhe 
Movie Name     :   Barkhaa
Singer               :   Krishna Beura
Lyrics               :   Shadab Akhtar

Ye kaisi kashmakash hai !
Ye kaisi rehguzar hai
Ye kaisi kashmakash hai
Ye kaisi rehguzar hai !

Main uljha hoon.. pareshaan hoon
Main uljha hoon.. pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe
Khuda bhi na dikhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Ret ka mahal woh tha
Lehron mein shayad jo beh gaya
Ret ka mahal woh tha
Lehron mein shayad jo beh gaya
Khwaahishon ka aashiyaan
Chand saansein lekar ke deh gaya

Rabba khud ke hi saaye
Lage aaj paraye!         (...2 )

Main uljha hoon..pareshaan hoon
Main uljha hoon..pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe, dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Zindagi ne ishq mein
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Zindagi ne ishq mein
Mujhe aise manzar dikhaaye hain
Palkon pe meri sada
Ashqo ke badal hi chhaaye hai

Rabba chain na aaye...
Din rein sataye
Rabba chain na aaye...
Din rein sataye
Main uljha hoon..pareshaan hoon
Main uljha hoon..pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dikhe,dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe

Dard ka hai silsila
Seene mein ghum beshumaar hai! (...2)

Chaahatein ek mili haan
Mile zakhm mujhko hazaar hai!

Rabba pal hi mein jaise,
Sau khwaab hai toote  (...2)

Main uljha hoon pareshaan hoon
Main uljha hoon pareshaan hoon
Huyi kya mujhse aisi khata
Khuda bhi na dekhe
Dua bhi na lage
Jahan tak jaaye nazrein
Dhuaan hi dhuaan dikhe...........!!




0 comments:

Post a Comment