Wednesday, 22 July 2015

Mann Quanto Maula Song Lyrics From Barkhaa Movie

Song Name     :   Mann Quanto Maula 
Movie Name   :   Barkhaa
Singer(s)         :   Aftaab Hashim Sabri,Altamash Faridi
Lyrics             :   Shadab Akhtar
Ya Maula...! Maula...  Maula

Anjaam Se Chahat Ki
Anjaam Se Chahat Ki.. Ye Anjaan Hai Maula

Ya Maula!...Maula...  Maula
Anjaam Se Chahat Ki Ye Anjaan Hai Maula
Ye Ishq Ashq Aashiqui Nadaan Hai Maula
Yaar Ki Ek Deed Pe  Qurbaan Hai Maula
O Nigaah-E-Karam Maula

Mann Quanto Maula... Mann Quanto Maula
Khwaaja Ali Un Maula

Mann Quanto Maula... Mann Quanto Maula

Alif Allah! Saqat Allah!
Noor Allah! Faqat Allah!

Alif Allah! Saqat Allah!
Noor Allah! Faqat Allah!

Zameen Se Uthaaye,Falak Pe Bithaaye
Aisi Shaan-E-Karam Maula

Mann Quanto Maula...  Mann Quanto Maula
Khwaaja Ali Un Maula
Mann Quanto Maula... Mann Quanto Maula...

Maula....
Raa.. Aa Keh Raha
Lab Pe Aaye  Dil Mein Toofaan

Raa Aa Keh Raha
Lab Pe Aaye, Dil Mein Toofaan
Meri Hasti Mita De,Yaar Se La Mila De
Ab Khuda Ki Kasam Maula...

Mann Quanto Maula... Mann Quanto Maula...

Jab Teri Shaan E Kareebi Pe Nazar Jaati Hai!
Zindagi Kitne Madahil Se Guzar Jaati Hai
Basabab Mujhko Diye Jaata Hai Dene Waala
Maangta Bhi Nahi Jholi Meri Bhar Jaati Hai!

Teri Shaan Nirali Hai Maula
Teri Shaan Nirali Hai Maula
Teri Shaan Nirali Hai Maula
Mera Yaar Mila De Ya Maula
Chaahe Asti Mita De Ya Maula...
Mera Yaar Mila De Ya Maula

Mann Quanto Maula...  Mann Quanto Maula...
Mann Quanto Maula...  Mann Quanto Maula...
Mann Quanto Maula..............!!


0 comments:

Post a Comment