Thursday, 16 July 2015

Aaja Meri Jaan Song Lyrics From I Love New Year Movie

Song Name       :   Aaja Meri Jaan         
Movie Name     :   I Love New Year
Singer               :   Mauli Dave 
Lyrics               :   Mayur Puri
Ho!! aaja, aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan
Aaja!
Aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan!!

Tumne kaha tha
Saat tere sath tere le loon abhi
Aankhon mein meri
Aaj phir yoon
Aa gaye kyoon
Aansu abhi

Bolo!
Bolo zara tum hi
Vaada ye tha ki nahin
Tu hai jahan main wahin
Hain kyun ab tak yun hain
Yeh dooriyaan

Jagmaga raha raaton ka sama
Jhilmila raha raaton ka sama
Taaron se saja
Raaton ka sama
Kehne laga

Aaja!
Aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan

Tarsa ho koi yeh suna tha
Magar hamsa tarsa nahin
Meeloon chalein phir hum jaana
Koi thikaana ghar sa nahin

Mud ke
Mud ke baahein meri
Pukaare baahon ko teri
Chali main raahon ko teri
lag ja seene se kaisi
Yeh dooriyaan

Manzilein kahan, raaste kahan
kise hai phikr jaayenge kahan
Kise hai pata le chalo jahan
Fil hai ravaan

Aaja!
Aaja meri jaan
Rootho na humse sanam
Tumhe hai meri kasam
Le jaayein jaan meri
Yeh dooriyaan..................!!

0 comments:

Post a Comment