Monday, 20 July 2015

Main Tujhse Pyaar Nahin Karta Song Lyrics From Baby Movie

Song Name      :    Main Tujhse Pyaar Nahin Karta
Movie Name    :    Baby
Singer              :    Papon
Lyrics              :    Manoj Muntashir
Main tujhse pyaar nahi karta..
Main tujhse pyaar nahi karta..
Par koyi aissi shaam nahin
Jab main apni tanhayi main
Tera inthezar nahi karta....

Main tujhse pyar nahin karta
Dil se ye kehta rehtha hun
Par teri sanson main chup ke
Main sansein letha rehta huun
Is se inkar nahi kartha
Main tujhse pyar nahin karta....

Muje kuch bi yad nahi rehta
Kab din duba, kab raat hui 
Abhi kal ki baath hai !
Pehron tak meri deewaron se baath hui!
Jo hosh zara sa baaki hai !
Lagtha hai kone wala hoon
Afwa udi hai yaron mein
Main pagal hone wala hun
Main tujse pyar nahi karta....

Main tujhse pyar nahi karta
Main tujhse pyar nahi karta
Par aisa koi din hai kya
Jab yad tuje teri baathon ko
Sau sau bar nahi karta
Sau sau bar nahi karta.................!!

0 comments:

Post a Comment