Thursday, 16 July 2015

Sun Saathiya Song Lyrics From ABCD2 Movie

Song Name       :   Sun Saathiya
Movie Name     :   ABCD2
Singer(s)           :   Priya Saraiya, Divya Kumar
Lyrics               :    Priya Saraiya
Ho! sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan
Rang jaaun, rang rang jaaun ri, haari main

Tujhpe main jhar jhar jhar jaaun
Hoon piya bas teri main
Ho chhu le toh khari main
!Toh khari main khari main!

Ho  sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan

Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun re
Main ret si, boond ka zariya tu
Paa ke tujhe bheeg jaaun ri.....

Tar jaaun tar tar jaaun
Dariya ye tar jaaun jee
Ishq ye paake main tera
Nikhar jaaun ri

Piya bas teri main
Ho  chhu le toh khari main
toh khari main khari main

Ho  sun saathiya maahiya
Barsa de ishqa ki syahiyaan.........!!


0 comments:

Post a Comment